Thursday 19 January 2012

~:C.C.4.U:~ <==={ 03 TAUHEED KI FAZILAT }===>

 

<============={ 03 TAUHEED KI FAZILAT }=============>
..........................................................................................
----------------------------------------------------------------------------------------------
<={ kalimah-e-Tauheed par emaan gunahon ke kaffara ka zarya banega }=>
----------------------------------------------------------------------------------------------

Yaqinan Allah-Taala apne sath shirk kiye jane ko nahi bakshta aur iske siwa jise chahe bakhsh deta hai, aur jo Allah-Taala ke sath shareek muqarar kare isne bahut bada gunah aur bahtaan bandha.

( *Surah-An-Nisa, Aayat-No---48* )

Abu-Zar{Radi-Allahu 'anhu} se rivayat hai main Rasoolallah{sall'Allaahu ta'aalaa alaihi wa'sallam} ke pass aaya aap so rahe the ek safed(wight) kapda odhe hue, phir main aaya to Aap so rahe the, phir main aaya to aap jaag gaye the, main bitha apke pass apne farmaya jo "La ilaha illallah" kahe phir mar jaye issi Aitaqad par(yani Allah ki tauheed par) to wo jannat me jayega, maine kaha agar wo zina kare aur chori kare? 3 baar aise hi farmaya, 4th baar Apne farmaya: agarchah Abu-Zar ki naak me khak lage, phir nikle Abu-Zar aur wo kahte the agarchah abu-Zar ki naak me khak lage,

( *Sahih-Muslim, Vol-no: 1, Book: 2(Kitab-ul-Emaan), Hadees-no: 273* )

Hazrat-Abdullah-Bin-Umar-Bin-Aas{Radi-Allahu 'anhu} se rivayat hai ke maine Rasoolallah{sall'Allaahu ta'aalaa alaihi wa'sallam} se suna Aap{sall'Allaahu ta'aalaa alaihi wa'sallam} ne farmaya: Qayamat ki din Allah-Taala ek shakhs ko meri ummat se juda karega aur iske gunahon ke 99th daftar khole jayenge, har Daftar itna bada hoga jahan tak insaan ki nigah pahunchti hai, phir Allah-Taala farmayega kya tujhe isme se kisi ka inkar hai- kya mere likhne wale muhafiz Farishton ne tujh par zulm kya hai? wo arz karega nahi aye parwardigar! Allah-Taala farmayega hamare pass teri ek neaki hai aaj tujh par kuch zulm na hoga, phir kagaz ka ek tokda nikala jayega jisme "Kalimah Shahadat" likha hoga, Allah-Taala farmayega mizaan ke pass hazir ho jao, wo kahega ya Allah in daftaron ke samne is chote se kagaz ka kya wazan hoga, Allah-Taala farmayega: aaj tum par koi zulm na hoga, Nabi-Ikraam{sall'Allaahu ta'aalaa alaihi wa'sallam} farmate hain ke ek palde me wo 99 daftar rakhe jayenge aur dusre palde me kagaz ka wo purza(tokda) rakha jayega, daftar ka palda halka ho jayega jabke kagaz (ka palda) bhari hoga, Aap{sall'Allaahu ta'aalaa alaihi wa'sallam} ne farmaya aur Allah ke naam ke barabar koi chiz nahi ho sakti.

( *Jamia-Tirmizi, Vol-no: 2, Book:(Kitab-ul-Emaan), Hadees-no: 534 * )

Abu-Zar-Gaffari{Radi-Allahu 'anhu} se rivayat hai Rasoolallah{sall'Allaahu ta'aalaa alaihi wa'sallam} ne farmaya: "Hazrat-jibrail" mere pass aaye aur mujhko khushkhabri di ke jo shakhs tumhari ummat se mare ga(death karega) aur wo kisi ko Allah ke sath Shareek na karta hoga to jannat me jaye ga, maine kaha agarchah wo zina kare ya chori kare? unhone kaha agarchah zina kare ya chori kare.

( *Sahih-Muslim, Vol-no: 1, Book: 2(Kitab-ul-Emaan), Hadees-no: 272* )


NOTE:- Tauheed ki Fazilat ke bare me Quraan ki aayat aur tamaam Hadees me Moheed ke liye jannat me jane ki zamanat ka matlab ye hargiz nahi ki Moheed jaisa Aamal chahe karta rahe, wo gunaho ki saza paye begair sidha jannat me chala jayega, balke in tamaam Hadeeson ka mafhoom ye hai ke Moheed apni gunahon ki saza bhokatne ke baad ya Allah-Taala ki taraf se gunah maaf kiye jane ke baad jannat me zarur jayega, aur jis tarah mushrik ka dayemni thikana(yani hameshgi) Jahannam hai, issi tarah moheed ka dayemni thikana( yani hameshgi) Jannat hoga.

*==========================================* 

__._,_.___
Recent Activity:
Click & Join
CoolcollectionsForYou
http://groups.yahoo.com/group/CoolCollectionsForYou/
====================================================
Group Email Addresses
Post message: CoolCollectionsForYou@yahoogroups.com
Subscribe: CoolCollectionsForYou-subscribe@yahoogroups.com
Unsubscribe: CoolCollectionsForYou-unsubscribe@yahoogroups.com
List owner: CoolCollectionsForYou-owner@yahoogroups.com

R i z w a n-A l a m   - Owner
Alam.Rizwan@Yahoo.com

Shamsher Afridi  - Sr. Moderator
jimrizin@Yahoo.com

Raj Singh Tomar  - Moderator/Designer
rajsinghtomar@aol.com

Nikita Anand  - Moderator/Designer
hotnsexytulip@yahoo.com

------------------
DISCLAIMER :
------------------


This message serves informational purposes only and should not be viewed as an irrevocable indenture between anyone. If you have erroneously received this message, please delete it immediately and notify the sender at CoolCollectionsForYou-Owner@yahoogroups.com. The recipient acknowledges that any views expressed in this message are those of the Individual sender and no binding nature of the message shall be implied or assumed unless the sender does so expressly with due authority of The C.C.4.U. Group. reserves the right to repeal, change, amend, modify, add, or withdraw the contents herein without notice or obligation.
---------------------------------------------------
Note:- CoolCollectionsForYou is Not Responsible For Any Claims.
---------------------------------------------------
MARKETPLACE

Stay on top of your group activity without leaving the page you're on - Get the Yahoo! Toolbar now.

.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment

Delete this element to display blogger navbar