Thursday 19 January 2012

~:C.C.4.U:~ Fw: IMPORTANT OF FRIDAY / JUMA KI FAZILAT


 
Very Respectfully,
 
Khurram Saeed,
Cell #00965-94003567
 
 "In This Life Nothing Happens Until You Make It."

----- Forwarded Message -----
From: ABU BAKR KHAN <welltohfa@gmail.com>
To: welltohfa@yahoo.co.in
Sent: Thursday, 19 January 2012, 11:43
Subject: IMPORTANT OF FRIDAY / JUMA KI FAZILAT

Bismillahi Walhamdulillahi Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillahi
 
As-Salaam Alaikum Wa-Rahmatullahi Wa-Barakatuhu
 
Dars_Hadith_19-01-2012 (25th Safar 1433)
Please Forward, Because:
The Prophet   said, "Convey (my teachings) to the people even if it were a single sentence" (Bukhari:667)
قالَ النَّبِيَّ : "بَلِّغُوا عَنِّي وَلَوْ آيَةً" (البخاري،كِتَاب أَحَادِيثِ الْأَنْبِيَاءِ)

 
JUMA KI FAZILAT
Hazrat Abu Hurairah Razi Allahu Anhu Ne Rasoolullah (SAW) Ko Farmate Huye Suna: "Ham Duniya Me Aane Walon Ke Etibar Se Peechhe Hain, Lekin Qiyamat Ke Din Aage Honge, Iske Bawajood Ki Unhain Kitab Pahle Di Gayee Thi Aur Unka Bhi Din Yahi Tha (Yaani Juma Ka Din) Jis Me Unpar Ibaadat Farz Ki Gayee Thi, Lekin Un Logon Ne Isme Ikhtilaaf Kiya (Juma Ki Qadr Na Ki), Magar Ham Logon Ko Allah Ta'ala Ne Uski Hidayat Di, Isiliye Woh Log Is Mua'amile Me Ham Logon Se Peeche Hain. Kal (Saturday) Yahood Ki Ibaadat Ka Din Hai Aur Parson (Sunday) Nasaara Ki Ibaadat Ka Din Hai." (Sahih Bukhari, Kitabul Juma:884)
"And keep reminding, because reminding benefits the believers." (51:55)
طـــــالب الــــــدعاء
ابـو بكر صادق علي
دولة الكــــــــــــويت



No comments:

Post a Comment

Delete this element to display blogger navbar